Tuesday, 13 September 2011

Teri nawazish….



Song written by me for Synapse...the band..

Teri nawazish….
Puri na hone denge hum…
Kismet ki ye saazish..
Gar rahe…teri nawazish..
Tune di hamko jo daanish…
Chamkenge ban ke aatish…

Teri nawazish….
Puri na hone denge hum…
Kismet ki ye saazish..

Gar rahe…teri nawazish..

Kismat ne ki laakh koshish…
Per hone na di tune koi kami….
Tere pyar ka tha ye asar…
Saath mere ye saari zamee…

Har din sajda karta main….
Aage badhta rehta mein…
Saath le ke sang……………………..

Teri nawazish….
Puri na hone denge hum…
Kismet ki ye saazish..

Gar rahe…teri nawazish..

Duur kar in taro ki ye gardish….
Hai meri guzaarish…..

Teri nawazish….
Puri na hone denge hum…
Kismet ki ye saazish..
Gar rahe…teri nawazish..

Fitarat ne ki laakh koshish..
Per diya tune rasta sahi…
Bhatka kitni baari yun….
Per manzil mujhko milti rahi….

Har din tujhko poojun main…
Khud hi khud mein dhoodhun main…
Saath le ke sang………………………..

Teri nawazish….
Puri na hone denge hum…
Kismet ki ye saazish..
Gar rahe…teri nawazish..




No comments:

Post a Comment

Tomato

The best thing about the knowledge of existence of colonialism in any period of human history and whether endemic or foreign is that it nega...